Blog/Website Me Kaise Youtube Ke Subscribe Button Kaise Add Kare By Netbabaji 2K17
Namskar dosto kaise hai ummid karta hoon ki thik honge are yeer post me comment kijiye aap ke liye kuch naya post likhu aap mere yesh website ko subscribe nahi kiye to please subscribe kar dijiye subscribe karnee se kiya hoga ki me jab bhi naya post share karunga to aap ke pass ek notification chala jayega to aap waha se click karke aap post padh sakte hai me hoon abyakta kumar aur ek baat mene ek naya youtube channel khula hoon niche subscribe ka button hai aap subscribe kar sakte hai.
Aaj ek naya topic ke sath mene aaj batana ja raha hoon ki aap aapne website me kaise youtube channel ka subscribe button add kar sakte aap esh post ko end tak padhaye.
Aap ko step by step aaj bataunga ki aap apne blog me subscribe button add kar sakte hai eshi kiya hoga ki aap ke website ke jariye visitor aap ka youtube channel subscribe hoga aur view bhi badhenge to wa link me jane ke liye ye link per click kare Visit now to aap visit now per click kare.
Click karne ke baad niche image dekh rehe hai eshi tarha ka dashboard khul jayega aap niche screwl kare mouse ko to niche ek image hai wo dekh sakte hai to niche jaate hai.
To niche aaye gaye dosto to aap ko middel mai jo hai subscribe button wo niche likha hua hai add button per click kare.
Next step hai aap ka channel ka url copy karke jaha per likha hai aap ka channel name waha per aap ka channel ka url paste kare aap ke hisaab se custmize kare aap ka channel ka subscribe hide kar sakte hai aur mere channel ko support kare.
Niche code dega perview to dekh sakte hai kis tarha ka dikhaye de raha hai to aap ye code ko copy kare.Aap kisibhi youtube channel ka monthly income kaise dekhte hai to ye link per click kare.
Phelhal aap wahi code ko copy kar chuke hai to aap ka blogger me aake niche layout per click kare aap ke hisab se aap kaha rekhna chahete hai gadget me aaap click kare me phelhal niche de raha hoon aap ke marzi se ek wedget per click lare phir HTML/Java Script click karke jo code copy karne bola tha wo code eha per paste kare phir save per click kare phir aap save arrangment per click kare phir aap ka wedget save ho jayega aap ka website me ja bhi koi visitor aaayenge to aap ka youtube ka channel dekh ke subscribe karsakte hai.
Niche aap dekh sakte hai kis tarha ka dikhaye de raha hai eshi tarha ka dekhaye dega ye post aap ko kuch help mila to please like comment aur share jarur kare aap ke friend bhi eske bare me jan sake to next post me milte hai dost.
No comments:
Post a Comment
Welcome Comment Box