How To Add SEO Friendly Meta Tag In Your Blog Step By Step In Hindi
Namskar dosto me hoon aap dost kaise hai aap thik honge jarur aaj ek new topic sath dosto SEO friendly meta tag kaise add kare apne blog me.Meta tag kiya hai ye search engine optimize hai jo ki bola tha ki search engine me kaise add kare ye to post ke liye optimize tha magar hum home page liye bhi search engine optimize karna bhi bahat jaruri hai traffic lane ke liye eske liye hum meta tag use karte hai ye post last tak padheye step by step bola hoon aur aap es site me home jake aap ka email deke subscribe kardijiye jab bhi naya post dalunga to aap ke pass notification chala jayega to suru karte hai.
- Blog Ko Bing & Yahoo Ke Search Engine
- WEBSITE KO GOOGLE KE SEARCH ENGINE ME KAISE LAYE
- MAKE A FREE WEBSITE IN BLOGGER AND EARN MONEY HINDI FREE TUITORIAL #1
- TOP FIVE BEST MAKE MONEY ONLINE IN HINDI FREE TOUTORIAL.
1.Step 1
Aap ke Blog ke setting me click kare.
2. Step 2
Setting me click karne baad aap search consel per click kare.
3.Step 3
Phir uper ek meta tag name ek title hai waha click karke yes kare aur waha aap ka blog kis bare me hai aap ka blog me kis kis topic ke post kar rehe hai aap ka catogary lakheye.
emample- SEO,Blogging,etc jo bhi hai ese lekheye.
4.Step 4
Save kare Niche me meta tag de raha hoon aap wase copy karke paste kare thoda edit karke paste kare.
<meta CONTENT='aap ka description' NAME='Description'/>
<meta CONTENT='Aap ka keywords' NAME='Keywords'/>
<meta CONTENT='Aapka naam' NAME='Author'/>
<meta CONTENT='blog ka language' NAME='language'/>
<meta CONTENT='aapka country' NAME='Country'/>
<meta CONTENT='All' NAME='Robots'/>.
Jo jo maga hai wo Description me aap ko Step 3 me bola tha wo copy karna hai aur description delete karke paste kare .
Aapka keyword me bhi wahi paste kare jo description me paste kiye the.
Aap ka name dijiye Aap ka blog me kis languge ke post lekhete hai woh language dijiye Aur aap ka country ka name dijiye.
ye aap notepad me edit karke likhna hai phir aap aap ka blog ka Theme setting me click kare phir Edit HTML me ja ke ek center me mouse click karke ctrl+F click karke ek search box aayega waha likhna hai <head> to head aajayega head ke niche paste karke save kare .
Post aap ko helpfull hua to share,comment kare.
No comments:
Post a Comment
Welcome Comment Box